Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBorder (1997)
HomeBorder (1997)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


maahi maahi motiyaan waala maahi maahi motiyaan waala humen jab se muhabbat ho gayi hai ye duniyaa khubsurat ho gayi hai humen jab se muhabbat ho gayi hai ye duniyaa khubsurat ho gayi hai humen jab se muhabbat ho gayi hai fizaaon mein nayi ik roshni hai hawaaon mein ajab si taazgi hai tum iss waadi mein mujhse mil rahi ho zamin lagtaa hai jaise gaa rahi hai nayi rutt ki mahurat ho gayi hai ye duniyaa khubsurat ho gayi hai humen jab se muhabbat ho gayi hai hain lipte dhundh mein dilkash nazaare nadi khaamosh hai chup hai kinaare hai ik chhoti si kashti aur hum hain chale jaate hain lahro ke sahaare suhaani apni sangat ho gayi hai ye duniyaa khubsurat ho gayi hai humen jab se muhabbat ho gayi hai main kheton mein bani pagdandiyon par tumhaara haath thaame chal rahaa hoon hai pighalaa shaam ke sooraj kaa sona magar main sirf tumko dekhtaa hoon ajab iss dil ki haalat ho gayi hai ye duniyaa khubsurat ho gayi hai humen jab se muhabbat ho gayi hai ye saare log bilkul
jung to chand roz hoti hai jung to chand roz hoti hai zindagi barson talak roti hai sannaate ki gehri chhaanv khaamoshi se jalte gaanv ye nadiyon par toote huey pul dharti ghaayal aur vyaakul ye khet gamon se jhulse huey ye khaali raste sehme huey ye maatam karta saara samaa ye jalte ghar ye kaala dhuaan ye jalte ghar ye kaala dhuaan ho ho ho ho ho ho mere dushman mere bhai mere humsaaye mere dushman mere bhai mere humsaaye mujhse tujhse hum dono se ye jalte ghar kuchh kehte hain barbaadi ke saare manzar kuchh kehte hain haai mere dushman mere bhai mere humsaaye ho ho ho ho ho ho baarood se bojhal saari fiza hai maut ki dhoop hai laati hawa zakhmon pe hai chhaayi laachaari galiyon mein hai phirti beemaari ye marte bachche haathon mein ye maaon ka rona raaton mein murda basti murda hai nagar chehre patthar hain dil patthar chehre patthar hain dil patthar ho ho ho ho ho ho mere dushman mere bhai mere humsaaye mere dushman mere bhai mere humsaaye mujhse tujhse hum
sandese aate hain humein taddpaate hain tu chitthi aati hai woh poochhe jaati hai ke ghar kab aaooge ke ghar kab aaooge likkho kab aaooge ki tum bin ye ghar soona soona hai sandese aate hain humein taddpaate hain tu chitthi aati hai woh poochhe jaati hai ke ghar kab aaooge ke ghar kab aaooge likkho kab aaooge ki tum bin ye ghar soona soona hai kisi dilwaali ne kisi matwaali ne humein khatt likkha hai ke humse poochha hai kissi ki saason ne kissi ki dhadkan ne kissi ki choodi ne kissi ke kangan ne kissi ke kajjre ne kissi ke gajjre ne mahekti subaahon ne machalti shaamon ne akeli raaton ne adhhoori baaton ne tarasti baahon ne aur pooccha hai tarsi nigghahon ne ke ghar kab aaooge ke ghar kab aaooge likkho kab aaooge ki tum bin ye dil soona soona hai ke ghar kab aaooge ke ghar kab aaooge likkho kab aaooge ki tum bin ye ghar soona soona hai mohabbat walon ne humare yaaron ne humein ye likha hai ke humse poochha hai humare gaon ne aam ki chaoon ne purane peepal ne
aye jaate huye lamhon zara thehro zara thehro aye jaate huye lamhon zara thehro zara thehro main bhi to chalta hoon zara unse milta hoon jo ik baat dil mein hai unse kahun to chalun to chalun hmm hmm hmm hmm hmm to chalun to chalun to chalun to chalun to chalun hmm hmm hmm hmm hmm to chalun to chalun to chalun aye jaate huye lamhon zara thehro zara thehro unke chehre ki ye narmiyaan unki zulfon ki ye badliyaan unki aankhon ke roshan diye unke honthon ki ye surkhiyaan unke chehre ki ye narmiyaan unki zulfon ki ye badliyaan unki aankhon ke roshan diye unke honthon ki ye surkhiyaan sab unke hain jalwe main chalne se pehle saanson mein aankhon mein khaabon mein yaadon mein aur iss dil mein unko chhupaa ke rakhun to chalun to chalun hmm hmm hmm hmm hmm to chalun to chalun to chalun aye jaate huye lamhon zara thehro zara thehro main bhi to chalta hoon zara unse milta hoon jo ik baat dil mein hai unse kahun to chalun to chalun hmm hmm hmm hmm hmm to chalun to chalun to
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Humen Jab Se Muhabbat Border (1997) 07:36 18663
 
Poster of Border (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Pooja Bhatt, Akshay Khanna
Duration : 07:36   Song Number : 18663   

Mere Dushman Mere Bhai Border (1997) 09:59 18667
 
Poster of Border (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Hariharan, Chorus
Duration : 09:59   Song Number : 18667   

Sandese Aate Hain Border (1997) 09:38 18664
 
Poster of Border (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Akshay Khanna, Sunny Deol
Duration : 09:38   Song Number : 18664   

To Chalun Border (1997) 07:39 18668
 
Poster of Border (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Sunil Shetty
Duration : 07:39   Song Number : 18668